Laut Aao Maa Lyrics

Posted on

“LAUT AAO MAA” SONG INFO

Singer Anong Singpho, Oupseng Namchoom
Lyricist Tripurari
Music Sugat Dhanvijay
Director Oankar ChavanArjun Charan
Cast Vishal Pandey, Oupseng Namchoom, Manpreet KourArman Khan
Director Of Photography Shivam Singh
Music Label Zee Music Company

 

Laut Aao Maa Lyrics

LAUT AAO MAA LYRICS

Chalte chalte main gira toh aisa laga
Naam lekar tum pukarogi maa

Yaad aayi jab tu dil ne yeh tha kaha
Aake mujhko thaamogi tum maa

Tum jahaan ho laut aao na
Kehne ko aasmaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Rehne ko yeh jahaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Kehne ko aasmaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Tum sunati thi kahani loriyan
Tum pakad leti thi meri choriyan
Woh mere liye baahon ka jhula
Yaad aate hai sabhi kuch na bhula

Tum jahaan ho laut aao na
Kehne ko aasmaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Rehne ko yeh jahaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Maa, meri maa
Laut aao ab tum ho kahaan

Kehne ko aasmaan hai yahaan
Phir bhi hai kami
Tum kahaan ho laut aao meri maa
Tum kahaan ho laut aao meri maa

Tum kahaan ho laut aao..

 

Written by:
Tripurari